DAGAA LYRICS – HIMESH RESHAMMIYA | MOHD DANISH

 Dagaa Lyrics - Mohd Danish presents the Brand-New Non-Filmy Hindi Songs. Dagaa Song Lyric music Compose & Produce by Himesh Reshammiya. The video directed by Himesh Reshammiya and produces by Himesh Reshammiya Melodies. The Music video has been Release on 13th July, 2021.


________________________________________

Dagaa Song Details:

Song: Dagaa

Singer(s): Mohd Danish

Musician(s): Himesh Reshammiya

Label(©): Himesh Reshammiya Melodies

________________________________________

        Dagaa Audio Song play

Dagaa Song Lyrics:-


[Tajjub Hota Hai Teri Khudgarzi Teri Jurrat Se

Kambakkht Rukhsat Nahi Ho Sakta Teri Ulfat Se]


Jab Se Tum Dagaa Karke Judaa Ho Gaye

Hum Tabaah Barbad Fanaa Ho Gaye

Jab Se Tum Dagaa Karke Judaa Ho Gaye

Hum Tabaah Barbad Fanaa Ho Gaye


Hum Tabaah Barbad Fanaa Ho Gaye

Hum Tabaah Barbad Fanaa Ho Gaye


Ye Baat Tere Liye Aam Hai

Dil Todna Toh Tera Kaam Hai

Rooh Sun Dekh Kitni Magroor Hai

Teri Adavat Toh Mashoor Hai


Yun Hi Tadap Ke Hi Mar Jaaunga Main

Aye Dilduba

Rushwa Tujhe Bhi Kar Jaaunga Main

Aye Dilduba


Jee Chahta Hai Du Gaali Tujhe

Par Dil Ijazat Na Deta Mujhe

Raaton Ko Tanha Jo Soyegi Tu

Kar Ke Mujhe Yaad Royegi Tu


Roye... Roye Mera Dil Bezubaan

Le Li... Tune Meri Jaan


Jab Se Tum Dagaa Karke Judaa Ho Gaye

Hum Tabaah Barbad Fanaa Ho Gaye

Jab Se Tum Dagaa Karke Judaa Ho Gaye

Hum Tabaah Barbad Fanaa Ho Gaye


Hum Tabaah Barbad Fanaa Ho Gaye

Hum Tabaah Barbad Fanaa Ho Gaye


Dagaa Video Song

Comments