Bas Ek Tera Main Hoke Lyrics in English by Stebin Ben featuring Shivin Narang, Mahima Makwana is a latest Hindi song. Stebin Ben has sung the song “Bas Ek Tera Main Hoke". Music composition and Bas Ek Tera Main Hoke Lyrics written by Kausar Jamot.
_____________________________________
Song Details
Song : Bas Ek Tera Main Hoke
Singer : Stebin Ben
Lyrics : Kausar Jamot
MusicB: Kausar Jamot
Cast : Shivin Narang, Mahima Makwana
Label : Zee Music Company
_______________________________________
Track"STEBIN BEN"
LYRICS -
Tujhse Ishq Mujhko Kuch Aisa Ho Gaya
Tujhse Ishq Mujhko Kuch Aisa Ho Gaya
Dil Ki Har Jagah Pe Tu Dhadakne Laga
Bin Tere Saans Bhi Leni Nahi Mujhko
Kafi Tu Jeene Ko Keh Diya Hai Ab Tujhko
Raat Din Bas Yahi Mangu Main Yeh Dua
Bas Ek Tera Main Hoke
Saari Duniya Se Hai Lad Jana
Tere Ishq Mein Mahi Main To
Kuch Bhi Haan Kar Jana
Bas Ek Tera Main Hoke
Saari Duniya Se Hai Lad Jana
Tere Ishq Mein Mahi Main To
Kuch Bhi Haan Kar Jana
Ishq Ankhiyon Mein Hai Kuch Aisa
Bas Tu Hi Mujhko Dikhe Har Jagah
Ho Ishq Ankhiyon Mein Hai Kuch Aisa
Bas Tu Hi Mujhko Dikhe Har Jagah
Dil Gaya Haar Mera Tere Pe Jaan-Nisaar
Tu Hi Mera Pyar Sohniye
Kiya Tujhpe Aitbar
Tere Bin Main Bekaraar
Aaja Mere Naal Sohniye
Dil Gaya Haar Mera Tere Pe Jaanisar
Tu Hi Mera Pyar Sohniye
Kiya Tujhpe Aitbaar
Tere Bin Main Bekarar
Aaja Mere Naal Sohniye
Raat Din Bas Yahi Mangu Main Yeh Dua
Bas Ek Tera Main Hoke
Saari Duniya Se Hai Lad Jana
Tere Ishq Mein Mahi Main To
Kuch Bhi Haan Kar Jana
Bas Ek Tera Main Hoke
Saari Duniya Se Hai Lad Jana
Tere Ishq Mein Mahi Main To
Kuch Bhi Haan Kar Jana
Mahi!
Lyrics written by:Kausar Jamot
Bas Ek Tera Main Hoke Music video

Comments
Post a Comment
Thank you buddy😍